Popular Posts

Tuesday, September 8, 2009

Bharat per cheen ka hamla

aaj ek bar fir desh ke halat 1962 ki tarah ho gaye hai.1962 main cheen hindi-cheeni bhai-bhai ka nara laga ker hamare priministar pt.jabaher lal nehru ko dokhe main rakh ker n kebal hum per hamla kiya baran hamari jagah per kabja ker liya .ye baat aaj tak hum nahi bulha paye hai. ek bar dregan fir apni shatir chaal se hum per humla kar raha hai. bo n kebal humare berodiyo ko uksa raha hai baran usne hamari jagah ko kuleaam apna kahna suru bhi kar diya hai.aaj cheeneeyo ne ladhhk chetr per jagah jagah cheen likh ker apne irade fir jata diya hai.hamari sarkar ko chahiye ki vo is baar cheen ke kisi bhi bahakabe main n aaye.aaj hamari pragati se cheen ko sabse jyada jalan ho rahi hai. sarkar ko chahiye ke bo apni kootniti se cheen ki is chaal ka muh tod jabab dain.taki hamara desh ki akhndta per koi aanch n aa sake.jai hind(deshpremi)

bharat per cheen ka hamla