Monday, May 2, 2011
laden abhi jinda hai
America Sena dwara oshama KO Marne ke bad jab poor e u.s main jasn manaya ja raha hai . tab ye sochne ki jarorat hai ki kya bakai main oshma bin laden mar gaya,kya keval ek naam jo 55 saal ka tah aur dono kidni kaharb ho jane ki bajah se ho sakta hai ki vise hi do chaer saal main mar jaata yakya aise aadmi ke mar jane se insaan ko sukun milega kya oshama ke baad poora world shanti se rah sakega ya oshama ke anuai ek bar fir aatank ki dahsat felayenge .kkay amriki sarkar aur duniya ka dosre namber par mane jala dam islam ke beech ki dooriyan kam ho payengi .u.s ke oppracton ke bad kya pakistan apni neet main badlab layega kay u.s.a apne pak prem se door hoga ya uski bah marodega ya usko aur pisa dega kyoki u.s ko ye samjna hoga ki aatank ka khatma agar karna hai to use pak par lagam lagani hi hogi aur use apne yaha chal rahe aatank badi trinig kempo ko band karana hi hoga kyo ki yahi kemp hi duniya bhar main aatank badiyo ki panahgar hai aur yahi se aatnki bante aur falte foolte hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment